Muskaan aap ke hoto'n


Muskaan aap ke hoto'n se jaaye na
Aansu aap ki pulko pe kabhi aaye na
Khuda kare tumhara he kwaab ho pura
Aur jo pura na ho w kwaab kabhi aaye na.

Dil ke riste bhi ajeeb


Dil ke riste bhi ajeeb hote hai 
Door reh kar bhi khareeb hote hai
Wo jo har rooz aap ku dikha karte hai
Wo log bhi kitne khush naseeb hote hai

Nazar jhuki tho paimane


Nazar jhuki tho paimane bane
Dil toote tho maiqaane bane
Kuch baat tho zaroor hai tum me
Yu hi na hum tumhare diwaane bane