Tum ho tu muje sab silsile achay lagty hain,
Tum ho tu muje sab silsile achay lagty hain,Muje tumhari Dosti kay kay gilay achay lagty hain,
Buhat door tak jana magar loot anna,
Muje tumse tumhi tak faslay achay lagty hain…
Meri mayyat par kafan na dalo,Mujhe aadat hai muskurane ki..Mere janazze ko na le jao,Umeed hai mere dost ke aane ki..Der ho jaaye to kuch na kehna,Use aadat hai mujhe satane ki..Agar ho naraz woh to ae yaro,Koshish karna use manane ki..Jab dekh kar chala jaaye meri mayyat se,Phir taiyari karna mujhe jaldi dafnane ki..Kyunki agar wo palat aaya aur ro pada,To meri saansen wapas aa jaayegi...Kyunki meri aadat hai,Use chup karane ki..
Zindagi K Tufano Ka Sahil Hai Teri DostiDil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri DostiZindagi Bhi Ban Jayegi Apni To JannatAgar Maut Aane Tak Sath De Teri Dosti…(¯`v´¯)♥·.¸.·´¸.·´ ¸.·¨) ¸.·¨)(¸.·´ (¸.·´ (¸.·¨¯`*♥ Mohammad Sharfuddin
Guzri hui zindagi ko kabhi yaad na kar
Din hua toh raat bhi hogi
Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai,
Jabse tumhe dekha hai
Rab ne jab tujhe banaya hoga
Jee Bhar Ke Dekhu Tujhe Agar Tujhko Gawara Ho
Ab humse intezar nhi hota…
Pyar Ka Matlab Ye Nahi Hota Ki
Agar Milti Mujhe Do Din Ki Baadshahi
Kahi Tum Na Badal Jana..
Copyright © 2013 Sher O Shayari Hub | All Rights Reserved.