Apni zindagi mein mujh ko kareeb samajhna
Apni zindagi mein mujh ko kareeb samajhna,Koi ghum aaye to shareek samjhna,
de denge muskurahat aansoon k badlay,
Magar hazaron mein thora azeez samjhna…..
Barish Thi Hum Thay Aur Ghani Horahi Thi ShamTum Nay Lia Tha Kanptay Honton Say Mera NaamMe Nay Kaha Tha "Ao Yonhi Bheegtay Chalain"In Raston Main Der Talak Ghomtay ChalainMere Kamar Me Hath Ye Pholon Sa Daal KarKandhay Pe Mere Rakahy Raho Yonhi Apna SirHathon Ko Kabhi Me Balon Ko Chom LonDekho Mere Taraf To Me Ankhon Ko Chom LonPani K Ye Jo Phol Hain Rukh Pe Khilay HuayIn Me Dhanak K Rung Hain Saray Ghulay HuayHonton Say Un Ko Chuntay Rahain Khush Dili K SathTaray Hamain Talash Karain Chandni K SaathYonhi Kisi Darkht K Neechay Kharay RahainBarish K Der Baad Bhe Liptay Kharay RahainTum Nay Kaha Tha Ao Chalain Raat AgayiDil Jis Say Dar Raha Tha Wohi Baat AgayiBeetay Samay Ki Yaad He Raston Me Rah Na JayeYe Dil Kahin Visaal Ki Barish Me Beh Na JayeKuch Der Aik Chup Se Rahi Darmyan MeGirhain Se Jaisay Parnay Lagi Hon Zaban MeYak Dum Gira Tha Phol Koi Shakhsar SayDekha Tha Tum Nay Mere Taraf Iztarar SayBarish Me Bheegtay Huay Jhonkay Hawa K ThayWoh Chand Be Guman Lamhay, Bala K ThayNasha Sa Charon Taraf Phailta GayaLamha Lamha Mai Tere Qareeb Aata Gya..Phir Youn Hua K Waqt Manzil Pr Ruk Gya..Mai Tujh Mein Rooh Ki Trhan Samaa Gya..!!
Bas Ek Choti Si Haan Kr Do,Hamare Naam Is Tarha Sara Jahan Kr Do!Wo Mohabbtain Jo Tumare Dil Mein Hain,Un ko Zuban Pr Lao 0r Bayan Kr Do!Aaj Bas Ap Kaho 0r Kehty Hi Jao,Hum Bas Sune Aisa Be-Zuban Kr Do!Hoi Purani Dastan Heer Ranjha Ki,Tarikh Mohabbat Ki Phir Se Jawan Kr Do,Aa-Jao Ke Aisa Toot Kr Chahon Tumhe,Hmari Mohabat Ko Mohabbat Ka Nishan Kr Do!Apne Dil Me Is Tarha Chupa Lo MujKo,Rahon Humesha Is me aisa Mera Makan kar Do
Guzri hui zindagi ko kabhi yaad na kar
Din hua toh raat bhi hogi
Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai,
Jabse tumhe dekha hai
Rab ne jab tujhe banaya hoga
Jee Bhar Ke Dekhu Tujhe Agar Tujhko Gawara Ho
Ab humse intezar nhi hota…
Pyar Ka Matlab Ye Nahi Hota Ki
Agar Milti Mujhe Do Din Ki Baadshahi
Kahi Tum Na Badal Jana..
Copyright © 2013 Sher O Shayari Hub | All Rights Reserved.