Tanha Ho Kabhi To Mujhe Dhoondh Lena
Tanha Ho Kabhi To Mujhe Dhoondh Lena,Is Dunia Se Nahi Apne Dil Se Puch Lena,
Apke As Pas Hi Kahi Rehte Hain Hum,
Yado Se Nahi To Sath Guzare Lamho Se Pooch Lena…
Dil_e_Naadan Tere Sath Ki Zid Karta Hai,
Kitna Pagal Hai Bina Baat Ki Zid Karta Hai
Chahta Hai Kisi Aag Mein Jal Kar Dekhein
Taptay Sooraj Sy Mulaqaat Ki Zid Karta Hai
Chand Ke Des Ki Pariyon Ki Kahani Sun Kar
Waise Jadoo Ki Tilismaat Ki Zid Karta Hai
Dekh Kar Phool Sy Lipta Hua Khushboo Ka Badan
Uski Chahat Py Sawalat Ki Zid Karta Hai
Kaise Samjhaun Yahan Jeet Mili Hai Kis Ko
Jeet'ta Hai Wohi Jo Maat Ki Zid Karta Haiiiii.!!
Guzri hui zindagi ko kabhi yaad na kar
Din hua toh raat bhi hogi
Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai,
Jabse tumhe dekha hai
Rab ne jab tujhe banaya hoga
Jee Bhar Ke Dekhu Tujhe Agar Tujhko Gawara Ho
Ab humse intezar nhi hota…
Pyar Ka Matlab Ye Nahi Hota Ki
Agar Milti Mujhe Do Din Ki Baadshahi
Kahi Tum Na Badal Jana..
Copyright © 2013 Sher O Shayari Hub | All Rights Reserved.