Guzri hui zindagi ko kabhi yaad na kar

Guzri hui zindagi ko kabhi yaad na kar,
Taqdeer mai jo likha hai uski fariyad na kar,
Jo hoga wo hokar rahega,
Tu kal ki fikar mai apni aaj ki hasi barbad na kar,
Hans marte hue bhi gata hai,
Aur Mor nachte hue bhi rota hai,
Ye jindagi ka funda hai boss,
Dukho wali raat neend nahi aati,
Aur Khushi wali raat kaun sota hai.

1 comment: